Mai chala gaya hun uss din se
Hain jis din se dhaage toote
Har uss waqt ki yaadon se
Jis pal se gaye lamhe roothey
Har uss darakht ki shaakhon se
Un sab khwaabon ki aakhon se
Jin shaakhon se hai khwab gire
Or palkon k hain gul lootey
Nikal chuka hu door bohot
Aawaz na do kal k saathi
Na dhundho muje parchhayi me
Hain aks mere saare jhootey
Mat jodo girah baandh baandh
Mai chala gaya hun us din se...
Hain jis din se dhaage toote
Har uss waqt ki yaadon se
Jis pal se gaye lamhe roothey
Har uss darakht ki shaakhon se
Un sab khwaabon ki aakhon se
Jin shaakhon se hai khwab gire
Or palkon k hain gul lootey
Nikal chuka hu door bohot
Aawaz na do kal k saathi
Na dhundho muje parchhayi me
Hain aks mere saare jhootey
Mat jodo girah baandh baandh
Mai chala gaya hun us din se...
No comments:
Post a Comment